jinhone has kar de di jan
bhadai bharat maa ki saan
tirange ka rakha saman
me tujhe puchu hindustan
bata de mere hinsustan unhe ham kya de paye ,
unhe ham kya de paye.....
ku saheed ki bahan bechti lal kile par chai
unhe ham kya de paye
jinhone todi sab zanjeer
unki dekho to takdeer
nikali sansad se tasweer
bana li aazadi jageer
unke bacho ke bache bhi bhuke sote haye,
unhe ham kya de paye,
unhe ham kya de paye..............
dhadak rahe the jinke man me desh bhakti shole
kitne seedhe kitne sache kitne man k bhole
dhule jaise lagte the wo pahn basanti chole
aapni dulhan azaddi h jate jate bole
jinki mot bani tyohar
yugo tak ho gi jay jay kar
gagan se ucha tha kirdaar
dhara par aaye the awatar
fansi ki barmala pahne mand mand muskaye
unhe ham kya de paye,
unhe ham kya de paye...........
matra bhumi par tan man dhan kar dete balihari
jinke ek janm ham sab k lakh janm par bhari
ham unko kya de sakte kya okat hamri kuch muawja ek nokri ek makan sarkari
jinke ang ang the bhang
magar jo thame rahe tirang
bha kar apne khun ki gang
akri dam tak lad gaye jang
sach kahta hu wahi tare h ganga wahi nahaye
unhe ham kya de paye,
unhe ham kya de paye..........
ma ke hath ki roti chodi
jail ki roti khai
hatho me hathkadiya pahni
rakhi na bandh pai
aazadi k meethe sapno wali eid manai gahr ghar ho jaye deewali esi alag jagai
kabhi dekho unke pariwar
kone kone me hai andiyar
jaha budi ma beemar
jaha ek pita bahut lachar
jinke ghar 15 august ko bijli kat di jaye
unhe ham kya de paye,
unhe ham kya de paye..........
cricket ke maidan me besak puruskar parsado
filmi nayak naiko par dolat khub luta do
lekin usko kya utar dena h mujhe bata do
hemaj ki maa kahti h hemraj ka sir la do
serni laga rahi hukar
abhi usne na mani har
desh par putr kiya balihar
kar rahi pote ko taiyar
are ma jo bharat ma ki khatir ban gai panna dhai
unhe ham kya de paye,
unhe ham kya de paye...............

No comments:
Post a Comment